People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Suno Suno Pata Karo
Music: Anu Malik
Lyricist: Rahat Indori
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gali-Gali-Chor-Hai/Suno-Suno/
suno suno pata karo kahan hai hum
suno suno jahan ho tum wahan hai hum
suno suno pata karo kahan hai hum
suno suno jahan ho tum wahan hai hum
abhi abhi nayi hawa mein aaye hai
abhi abhi pata chala jawan hai hum
tum bhi ho yahan hum bhi hai yahan
jaana hume phir kahan
suno suno pata karo kahan hai hum
suno suno jahan ho tum wahan hai hum

mehboobi mehboobi hai jheel si inn do aankhon mein
meri saari duniya doobi hai
dhadkan dhadkan tu bhi hai aaj samajh mein aaya hai
tujh mein jaane kya kya khoobi hai
tumne ishaara kar diya khud ko humara kar diya
tum ho bekhabar hum bhi bekhabar
chalta hi rahe yeh safar
suno suno pata karo kahan hai hum
suno suno jahan ho tum wahan hai hum

paagal aaj hua hai dil bhar kar apni baahon mein
tum ko lekar door nikalna hai
peele peele saaye hai che bajne ko aaye hai
hum dono ko ghar bhi chalna hai
duniya dikha di khwaab ki
badi meherbaani aap ki
rangeen shaam ke apne naam ke
chaliye chodh ke kuch nishaan
suno suno pata karo kahan hai hum
suno suno jahan ho tum wahan hai hum

abhi abhi nahin hawa mein aaye hai
abhi abhi pata chala jawan hai hum
tum bhi ho yahan hum bhi hai yahan
jana hume phir kahan
Gali Gali Chor Hai
Singer: Kailash Kher
Music: Anu Malik
Lyricist: Rahat Indori
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gali-Gali-Chor-Hai/Gali-Gali-
yeh sab mann ke bhi hain kaale
yeh sab dhan ke bhi hain kaale
kya baat hai bhaiyya kya baat hai
mere ghar mein hi rehte hain mera ghar lootne wale
dil ki baat keh di hai bhaiyya dil ki baat
jo cheezein junglon ki hai unhe jungle mein rehna tha
woh ab dilli mein rehte hain jihne chambal mein rehna tha
jihne chambal mein rehna tha
nikaalo nikaalo inn bayimaano ko

gali gali chor hai gali gali chor hai
corruption corruption corruption ka shor hai
choron ka zor hai choron ka zor hai
choron ka daur hai choron ka daur hai
choron se bandhi hui choron ki dor hai
choron se bandhi hui choron ki dor hai
gali gali chor hai gali gali chor hai
abhey minyan sacchi baat boli hai tune

corruption ne likhi hai saari kahani
corruption ne likhi hai saari kahani
bina ghoos khori na bijli na paani
bina ghoos khori na bijli na paani
yahan saans lene ki keemat lagey gi
gharon se nikalte hi rishwat lagey gi
yahan aam logon ka hai yeh mukadder
na kuch ghar ke baahar na kuch ghar ke andar
na kuch ghar ke baahar na kuch ghar ke andar
na nehru ka sapna salamat raha hai
na gandhi ka charkha salamat raha hai
aadalat kachehri yeh vardi yeh thaane
chalate hain rishwat ke sab kaarkhaane sab kaarkhaane
disha koi bhi ho looteron ka zor hai
disha koi bhi ho looteron ka zor hai
gali gali chor hai gali gali chor hai

yeh topi yeh dhoti yeh kurte pajame yeh kurte pajame
sab inke natak hai sab inke dramein
sab inke dramein sab inke dramein
koi inn se keh de garebaan mein jaanke
dua hai ke khul jaaye dilli ki aankhein
ladaayi abhi humko rakhni hai jaari
hai azaadi ab tak adhoori hamari adhoori hamari
siyaasi looteron ka kaisa yeh daur
siyaasi looteron ka kaisa yeh daur
gali gali chor hai gali gali chor hai
gali gali chor hai gali gali chor hai

uljhan hai yeh corruption dushamn hai yeh corruption
apni aayodha mein raavan hai yeh corruption
rail ki patriyon pe daude hai yeh corruption
sacchiayion ke sheeshe todhe hai yeh corruption
jaane kahan se aaya kisne ise bulaya
kheton mein apni aakhir yeh zehar kyun ugaya
koi haqeem laayo koi dawa pe laayo
habeez ko baandho iss booth ko baandho

inn brashtachaariyon ko dhan ke pujaariyon ko
pakad ke inn ko jail mein daalo
desh ko apne inn se bacha lo desh ko apne inn se bacha lo
desh ko apne inn se bacha lo gali gali chor hai gali gali chor hai
corruption corruption corruption ka shor hai
Hey Chhanno(Remix)
Singer: Mamta Sharma
Music: Anu Malik
Lyricist: Swanand Kirkire
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gali-Gali-Chor-Hai/Chhanno-Re
hey chano sali item bomb
ae chano kare ding dong dong
chano ki aankhe bijli bijli
chano ki kamariya patli patli
hath na aaye sali titli tili
deshi ghee ye asli asli, chano

lage rahe hai humrahi
lage rahe hai humrahi
jab se chano hai khidki pe aayi
tulne me tulne me kar di kutayi
jab se chano hai khidki pe aayi
vaqt ne li hai angdhayi
jab se chano hai khidki pe aayi

chano ki bomb item bomb hai
chano heroine se bolo kya kam hai
chano ki bomb item bomb hai
chano heroine se bolo kya kam hai
salu ke dholo pe chano ye marti hai
aamir ki pappi ke liye wish karti hai
khud mala mal hai par mal ki diwani hai
khud mala mal hai par mal ki diwani hai
chano ko pad lo jo mahfil kahani hai
bichane lagi bichane lagi hai kyu cahtayi
jab se chano hai khidki pe aayi
mahandi huyi hai angdayi
jab se chano hai khidki pe aayi

londe sadak ke fokat me baithe
chano ki aanch se aankhe ye seke
chano ki aanch se aankhe ye seke
dud se udd gayi malayi
jab se chano hai khidki pe aayi
dud se udd gayi malayi
jab se chano hai khidki pe aayi
bichane lagi hai kyu cahtayi
jab se chano hai khidki pe aayi
mahandi huyi hai angdayi
jab se chano hai khidki pe aayi
Hey Chhanno
Singer: Mamta Sharma
Music: Anu Malik
Lyricist: Swanand Kirkire
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gali-Gali-Chor-Hai/Chhanno/Nx
he chhanno he chhanno, saali item bomb
he chhanno, kare dil ding-dong
chhanno ki aankhien bijli-bijli
chhanno ki kamariya patli-patli
haath na aaye saali titli-titli
desi ghi yeh asli-asli
he chhanno

mehngi hui hai angdayi mehngi hui hai angdayi
jabse chhanno hai khidki pe aayi

mehngi hui hai angdayi
jabse chhanno hai khidki pe aayi
launde sadak ke phokat mein dekhe
chhanno ki aanch se aankhein yeh sekein
chhanno ki aanch se aankhein yeh sekein

thulle ne, haye, thulle ne
thulle ne kar di kutaayi
jabse chhanno hai khidki pe aayi
mehngi hui hai angadayi
jabse chhanno hai khidki pe aayi

chhanno hai angaara, angeedi sulga lo
chhanno hai rabri, tum ungli se chatwa lo
hay hay hay
chhanno hai angaara, angeedi sulga lo
chhanno hai rabri, tum ungli se chatwalo
chhanno ke chalne mein, rukne mein jhatka tha
halwai besan ke laddo pe atka tha
doodh se doodh se, haye doodh se udh gayi malai
jabse chhanno hai khidki pe aayi
mehngi hui hai angadaayi
jabse chhanno hai khidki pe aayi

hey chhanno
kuch aisi hai thaat
aankhon se pila de, bann jaaun tera daas
up mein lafda, chhanno se chhanno se
mp mein danga, chhanno se chhanno se
jeena hua haram, chhanno se chhanno se
ho jaaye chakka jaam, chhanno se chhanno se, chhanno
hey chhanno

oh yeah, oh yes
chhanno ki choli mein, bomb item-bomb hai
chhanno heroine se bolo kya kam hai
chhanno ki choli mein, bomb item-bomb hai
chhanno heroine se bolo kya kum hai
sallu ke dolon pe, chhanno ye marti hai
aamir ki puppy ke liye wish karti hai
khud malamaal hai par maal ki deewani hai
khud malamaal hai par maal ki deewani hai
chhanno ko padh lo tum, open kahani hai

bichne lagi haye bichne lagi, haye
bichne lagi kyun re chatayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
mehngi hui hai angadayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
launde sadak ke phokat mein dekhe
chhanno ki aanch se aankhein yeh sekein
chhanno ki aanch se aankhein yeh sekein
thulle ne kar di kutaayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
doodh se udh gayi malai jabse chhanno hai khidki pe aayi
bichne lagi kyun re chatayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
bhool gaye tailor silaayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
mehngi hui hai angadaayi jabse chhanno hai khidki pe aayi
Gali Gali Chor Hai(Remix)
Singer: Kailash Kher
Music: Anu Malik
Lyricist: Rahat Indori
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gali-Gali-Chor-Hai/Gali-Gali-
yeh sab mann ke bhi hain kaale
yeh sab dhan ke bhi hain kaale
kya baat hai bhaiyya, kya baat hai
mere ghar mein hi rehte hain mera ghar lootne wale
dil ki baat keh di hai bhaiyya, dil ki baat
jo cheezein junglon ki hai, unhe jungle mein rehna tha
woh ab dilli mein rehte hain, jihne chambal mein rehna tha
jihne chambal mein rehna tha
nikaalo nikaalo inn bayimaano ko

gali gali chor hai, gali gali chor hai
corruption, corruption
corruption ka shor hai
choron ka zor hai, choron ka zor hai
choron ka daur hai, choron ka daur hai
choron se bandhi hui, choron ki dor hai
choron se bandhi hui, choron ki dor hai
gali gali chor hai, gali gali chor hai
abhey minyan sacchi baat boli hai tune

corruption ne likhi hai saari kahani
corruption ne likhi hai saari kahani
bina ghoos khori na bijli na paani
bina ghoos khori na bijli na paani
yahan saans lene ki keemat lagey gi
gharon se nikalte hi rishwat lagey gi
yahan aam logon ka hai yeh mukadder
na kuch ghar ke baahar, na kuch ghar ke andar
na kuch ghar ke baahar, na kuch ghar ke andar
na nehru ka sapna salamat raha hai
na gandhi ka charkha salamat raha hai
aadalat kachehri, yeh vardi yeh thaane
chalate hain rishwat ke sab kaarkhaane, sab kaarkhaane
disha koi bhi ho, looteron ka zor hai
disha koi bhi ho, looteron ka zor hai
gali gali chor hai, gali gali chor hai

yeh topi yeh dhoti, yeh kurte pajame
yeh kurte pajame
sab inke natak hai sab inke dramein
sab inke dramein, sab inke dramein
koi inn se keh de garebaan mein jaanke
dua hai ke khul jaaye dilli ki aankhein
ladaayi abhi humko rakhni hai jaari
hai azaadi ab tak adhoori hamari, adhoori hamari
siyaasi looteron ka kaisa yeh daur
siyaasi looteron ka kaisa yeh daur
gali gali chor hai, gali gali chor hai
gali gali chor hai, gali gali chor hai

uljhan hai yeh corruption
dushamn hai yeh corruption
apni aayodha mein raavan hai yeh corruption
rail ki patriyon pe daude hai yeh corruption
sacchiayion ke sheeshe todhe hai yeh corruption
jaane kahan se aaya
kisne ise bulaya
kheton mein apni aakhir yeh zehar kyun ugaya
koi haqeem laayo, koi dawa pe laayo
habeez ko baandho, iss booth ko baandho

inn brashtachaariyon ko, dhan ke pujaariyon ko
pakad ke inn ko jail mein daalo
desh ko apne inn se bacha lo
desh ko apne inn se bacha lo
desh ko apne inn se bacha lo

gali gali chor hai, gali gali chor hai
corruption, corruption
corruption ka shor hai